Tuesday, July 1, 2008

कविता

kahe abhi is duniya me matlab ka matlab hi samjha jata he,or kisi ko kya dekhe bas apna matlab hi dekha jata he,
yaha har insaaan matlab ki saanse leta he,matlab ke liye hi jita he matlab par hi marta he,
yaha jyadatar bhagwan nahi matlab hi pooja jata he,sachai ka naam nahi matlab ka hi gun gaya jata he,
hal bura he uska yaha 'abhi' jo sach kehta he,dil ko na dekhe koi bas matlab hi dekha jata he,

No comments: